Saturday, August 20, 2016

Email Me CC aur BCC Kya Hai?

By

Email Me CC aur BCC kya hai? Aur iska Use kyse krte hai!


CC aur BCC Kya Hai?

Jab aap CC karte hai to CC ki list sabhi Email receive karne wale ko pata chal jata hai. CC karne se aapke Boss ko pata rehta hai ki Email customer ko gaya, aur customer ko bhi pata rehta hai ki Email ki Carbon Copy Boss ko bhi gayi hai.

Lekin BCC “Blind Carbon Copy” karne se Email list gupt rehti hai aur kisi ko bhi nahi pata chal pata ki kis kis ko Email ki copy bheji gayi hai.

Ek aur farak hai, CC me list ko reply ka bhi pata chalta rehata hai leking BCC list me reply chup jate hai.

CC Aur Bcc Ka Use Kyse Kre?

CC kab kare:
  • Jab aap kisi aur ko bhi apne bheje gaye Email ki copy bhejna cahte hai, aur aap cahte hai ki sabko pata rahe ki kis kis ko Email gaya hai.
BCC kab kare:
  • BCC tab kare jab aap cahte hai ki jisko aapne Email bheja hai use ye na pata chal sake ki ye Email kisi aur ko bhi gaya hai.

0 comments:

Post a Comment